Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 15

Reinhören
Dieses Angebot sichern 0,00 € - Kostenlos hören
Angebot endet am 16.12.2025 um 23:59 Uhr. Es gelten die Audible Nutzungsbedingungen.
Prime Logo Bist du Amazon Prime-Mitglied?
Audible 60 Tage kostenlos testen
Für die ersten drei Monate erhältst du die Audible-Mitgliedschaft für nur 0,99 € pro Monat.
Pro Monat bekommst du ein Guthaben für einen beliebigen Titel aus unserem gesamten Premium-Angebot. Dieser bleibt für immer in deiner Bibliothek.
Höre tausende enthaltene Hörbücher, Audible-Originale, Podcasts und vieles mehr.
Pausiere oder kündige dein Abo monatlich.
Aktiviere das kostenlose Probeabo und kündige monatlich und ohne Verpflichtung.
Nach dem Probemonat bekommst du eine vielfältige Auswahl an Hörbüchern, Kinderhörspielen und Original Podcasts für 9,95 € pro Monat.
Wähle monatlich einen Titel aus dem Gesamtkatalog und behalte ihn.

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 15

Von: Delhi Press
Gesprochen von: Mahjabeen
Dieses Angebot sichern 0,00 € - Kostenlos hören

9,95 €/Monat nach 3 Monaten. Angebot endet am 16.12.2025 um 23:59 Uhr. Monatlich kündbar.

9,95 € pro Monat nach 30 Tagen. Monatlich kündbar.

ZEITLICH BEGRENZTES ANGEBOT. Nur 0,99 € pro Monat für die ersten 3 Monate. 3 Monate für 0,99 €/Monat, danach 9,95 €/Monat. Bedingungen gelten. Jetzt starten.

Über diesen Titel

Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein — junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan Zeitgenössische Liebesromane
  • बर्मा के जंगलों में
    Oct 6 2022
    Bharat aur Burma ki seema par ek chote se gaon mein se jab hum guzar rahe the toh kuch hathiyaarband logon ne mera apharan kar liya. Baad mein pata chala ki mujhe galti se utha liya tha aur meri shakal kisi aise shakhs Krishnamurti se milti thi jo usi gadi mein tha aur madak padarthon ki taskari mein lipt tha. Yeh sangathan ke log kanoon ki madad karte the magar gairkanooni tareeke se. Kuch din baad jab saabit hua ki mai Krishnamurthy nahi hu, unke commander ne order diya ki mujhe chod diya jayega. Unn kuch dinon me, unme se ek ladki Neena ne mera bohut dhyaan rakha tha. Mere prati uska vyvahar kaafi acha tha aur jald hi mujhe usse pyaar ho gaya. Jab unhone mujhe chodne ki baat ki toh maine unke aage apna prastaav rakha ki main Neena se shaadi karna chahta hu. Unhone mujhe anumati de di aur aaj Neena meri patni hai.
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    15 Min.
  • बंद आकाश खुला आकाश
    Oct 6 2022
    Maine apne shauk ko poora karne ke liye ek tota khareeda aur usse ek pinjre me band kar diya. Kuch samay baad hi uss pinjre mein tote ki chatpatahat aur bechaini ne hume pareshan kar diya. Jab bhi vo tota dusre toton ke jhund ko dekhta, bechain ho jata. Ek baar pinjra kholne par bhi vo zyada udd na saka aur maine usse phir pinjre mein band kar diya. Phir ek baar toton ka samuh dekhne par vo ekdum pareshan ho gaya magar tab bhi pinjra kholne par vo udd na saka. Uske pankh bhi kamzor ho gaye the aur vo udna bhul gaya tha. Issi tarah samay beet ta gaya aur vo pinjre ko apni niyati maan kar reh gaya. Magar ek din jab kheton me tote aaye hue the, mai pinjre ko lekar wahan pahunchi aur usse khol diya. Tote ne turant bahar kadam rakha aur dheere dheere koshish karta hua tote ke un samuhon ke beench pahuncha. Apno ke beech vo bohot khush tha.
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    12 Min.
  • बहारें फिर भी आएंगी
    Oct 6 2022
    Mallika aur Aamir ek dusre se bohot pyaar karte the. Magar dharm aur jati ke bandhan ne unke pyaar ki bohut pareeksha li. Mallika aur Aamir ne ek dusre ka sath nahi choda. Sheher me dange hote rahe. Un dono ke upar hamle hote rahe aur unka jeena dubhar ho gaya. Magar phir bhi unhone court marriage ki aur kissi tarah dangaaiyon se bachte bachate hue America ke New Jersey pahunch gaye. Waha Princeton college mein unhe kaam bhi mil gaya. Bohut jald unki zindagi sanwar gayi. Unke do bacche hue. Iss beench unhone bharat se kisi rishtedaar ke sath koi sampark nahi rakha. Jab bacche bade ho gaye aur unki shaadi ho gayi tab party rakhi gayi. Usme unhone apne kuch rishtedaron ko bulaya aur sab pehle ki tarah hi bohut pyaar se mile.
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    16 Min.
Noch keine Rezensionen vorhanden