AZAD HIND: The Bhagat Singh Story | India's Fight for Freedom Titelbild

AZAD HIND: The Bhagat Singh Story | India's Fight for Freedom

AZAD HIND: The Bhagat Singh Story | India's Fight for Freedom

Von: HT Smartcast Originals
Jetzt kostenlos hören, ohne Abo

Über diesen Titel

Bharat ki azaadi ki ladai ke ek amar krantikari ki kahani, ab sunayi jaayegi Tirange ki zabaani. Tayyar ho jaiye Azad Hind ke naye season ke liye “Bhagat Singh Ki Kahani Tirange Ki Zubaani”, jahan hum lekar aa rahe hain ek aisi kahani jo sirf itihas nahi, ek jazba hai. Is season mein aap sunenge Bhagat Singh ke bachpan se lekar unke krantikari banne tak ka safar, unki soch, unka junoon, unka balidan, aur un palon ko, jinhone ek yuva ko legend bana diya. Aur in kahaniyon ko apni aawaaz se aur bhi jeevant banayenge Ashutosh Rana, jinke zabardast narration ke saath aap mehsoos karenge har ek jazba, har ek kurbani. Yeh sirf ek kahani nahi, yeh hai ek aisa safar jo aapko garv se bhar dega, aur ek naye nazariye se Bhagat Singh ko samajhne ka mauka dega.Fever Stories Schauspiel & Theater Sozialwissenschaften Welt
  • Saunders Ki Hatya: Bhagat, Rajguru Aur Azad Ki Sabse Badi Galti?
    Aug 28 2025
    Bhagat Singh aur unke saathi Rajguru aur Chandrashekhar Azad ki yeh kahani hai, jismein Scott ko maarne ka iraada tha par galti se J.P. Saunders ko nishana bana liya gaya. Is ghatna ne Indian Independence Movement ki disha badal di aur azaadi ki ladai ko aur tez kar diya. Is episode mein aap sunoge Jai Gopal ki galti, Azad ka leadership, aur krantikariyon ki diler soch jisne unhe amar bana diya. Yeh kahani aapko wapas le jaati hai 1928 ke Lahore ke samay mein, jab ek goli ne itihaas ko hamesha ke liye badal diya. 👉 Suno aur samajhiye asli Krantikari Bhagat Singh ki kahani, sirf Fever Stories ke saath. Bhagat Singh story, J.P. Saunders murder, Scott vs Saunders, Rajguru story, Chandrashekhar Azad, Jai Gopal, Indian Freedom Fighters podcast, Independence Movement India, Fever Stories Azad Hind, Bhagat Singh podcast Hindi, History of India kahani, Shaheed Bhagat Singh, British Raj kahani #BhagatSingh #Rajguru #ChandrashekharAzad #Saunders #ShaheedBhagatSingh #AzadHind #FeverStories #IndianHistory #IndependenceMovement #FreedomFighters #DeshBhakti #PodcastIndia #HistoricEvents #AzadiKaAndolan #ShaheedDiwas #Comrade #HindustanZindabad Learn more about your ad choices. Visit megaphone.fm/adchoices
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    11 Min.
  • Bhagat Singh Ne Kyun Badla Apna Raasta? HSRA Ki Shuruaat aur Azadi Ki Nayi Soch | Podcast
    Aug 28 2025
    Is episode mein suniyega kaise Bhagat Singh, Rajguru aur Batukeshwar ne apni soch aur himmat se angrezon ko chunauti di. 🚩 Police station ke bahar hone wale romanchak pal, Bhagat ke ghar lautne ke baad ki tensions, aur phir naye sapno ka aarambh – Hindustan Socialist Republican Association ka janm. Yahaan sirf goli aur bandook ki baat nahi, balki ek nayi soch ki kahani hai – ek aisi soch jisme azadi ka matlab sirf angrezon se chutkara nahi, balki samaj se bhed-bhav mitaakar ek nayi samajwadi soch ka nirman tha. #BhagatSingh #AzadHind #Rajguru #BatukeshwarDutt #HSRA #IndianRevolutionaries #FreedomFighters #ShaheedBhagatSingh #InquilabZindabad #AzadiKiLadai #KrantikariAndolan #IndianHistory #IndependenceMovement #PodcastIndia #HindustanSocialistRepublicanAssociation #FeverStories #HindiPodcast #StorytellingIndia #TirangeKiZubaani #RevolutionaryIndia
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    11 Min.
  • Bhagat Singh ne Congress aur Gandhi ji ke khilaf apna asli stand kyun liya?
    Aug 27 2025
    Is episode mein suniyega kaise Bhagat Singh, Rajguru aur unke saathi police station ke bahar apni yojna bana rahe the. Kis tarah Bhagat ke pita Kishan Singh police se takra gaye, aur kaise Bhagat ko temporary bail par ghar lautna pada. Phir kahani le jaati hai unke ghar ke disputes aur doston ke beech ke light moments par. Lekin asli mudda shuru hota hai jab Simon Commission ke khilaf aandolan ki baat hoti hai. Bhagat Singh Congress ke Dominion Status ko nakaar kar, ek naye Hindustan ki paribhasha dete hain – ek socialist Bharat, jisme na jaati ho na bhedbhaav. Isi din HSRA ka naam badal kar HSRA (Hindustan Socialist Republic Association) rakha jata hai. Yeh tha vo pal jahan Bhagat Singh ne ek nayi soch aur ek naye Bharat ki neev rakhi. #BhagatSingh #AzadHind #FeverStories #HSRA #IndianFreedomStruggle #SimonCommission #CongressVsKrantikari #SocialismInIndia #DominionStatus #IndependenceMovement #Rajguru #Sukhdev #BatukeshwarDutt #HindustanSocialistRepublicAssociation #Krantikari #IndiaFreedomFight #IndianHistory #AzadiKaSafar #PodcastIndia #DeshBhakti
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    10 Min.
Noch keine Rezensionen vorhanden