हमेशा की तरह

Sarita

Reinhören
Details anzeigen

Über diesen Titel

Gulshan ek karkhane ka prabandh nirdeshak tha. Uska jeevan hamesha tanaav se bhara rehta tha. Subah vah jaldi-se nashta karke ghar se nikal gaya, uski patni Suman dekhti reh gayi. Dopahar ko Gulshan ne Suman ko phone kiya, use yaad aa gaya tha ki uski behen Mikki ka janmdin hai. Gulshan yah bhool gaya tha ki uski behen aur patni, dono ka janmdin ek hi din hota hai. Hamesha ki tarah uske bhool jaane par Suman hans padi.©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
Noch keine Rezensionen vorhanden