Family Drama Stories by Delhi Press, Season 21

Reinhören
Dieses Angebot sichern 0,00 € - Kostenlos hören
Angebot endet am 16.12.2025 um 23:59 Uhr. Es gelten die Audible Nutzungsbedingungen.
Prime Logo Bist du Amazon Prime-Mitglied?
Audible 60 Tage kostenlos testen
Für die ersten drei Monate erhältst du die Audible-Mitgliedschaft für nur 0,99 € pro Monat.
Pro Monat bekommst du ein Guthaben für einen beliebigen Titel aus unserem gesamten Premium-Angebot. Dieser bleibt für immer in deiner Bibliothek.
Höre tausende enthaltene Hörbücher, Audible-Originale, Podcasts und vieles mehr.
Pausiere oder kündige dein Abo monatlich.
Aktiviere das kostenlose Probeabo und kündige monatlich und ohne Verpflichtung.
Nach dem Probemonat bekommst du eine vielfältige Auswahl an Hörbüchern, Kinderhörspielen und Original Podcasts für 9,95 € pro Monat.
Wähle monatlich einen Titel aus dem Gesamtkatalog und behalte ihn.

Family Drama Stories by Delhi Press, Season 21

Von: Delhi Press
Gesprochen von: Rupali Shinde, Lalit S Kumar
Dieses Angebot sichern 0,00 € - Kostenlos hören

9,95 €/Monat nach 3 Monaten. Angebot endet am 16.12.2025 um 23:59 Uhr. Monatlich kündbar.

9,95 € pro Monat nach 30 Tagen. Monatlich kündbar.

ZEITLICH BEGRENZTES ANGEBOT. Nur 0,99 € pro Monat für die ersten 3 Monate. 3 Monate für 0,99 €/Monat, danach 9,95 €/Monat. Bedingungen gelten. Jetzt starten.

Über diesen Titel

Audible prastut karta hai Family Drama Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Paarivarik sambandh gehre hote hain lekin kaafi naazuk bhi hote hain. Kayi baar ek hi ghar mein rehte huye bhi parivaar ke sadasya ek doosre ko nahin samajh paate. Lagaav ke saath ek doosre ke prati dwesh, gussa aur kadvahat aane lagti hai jab samaajik mulya aur apni soch mein antar hota hai. Shaadi ke baad aksar rishton mein badlaav aane lagta hai aur mahilaon ko ek naye parivaar mein jagah banaane mein dikkat aati hai. Saas-sasur bahu ko kabhi beti ki tarah apna lete hain aur kabhi unko paraaya samajhte hain. Samvedansheel aur manoranjak drishti se paarivarik rishton ko prastut karti yeh kahaniyan ghar, samaaj aur badalte samay ki jhalak deti hain. Har ghar ki kahani vishesh hai, lekin har kahani mein aapko apne ghar ka koi sadasya, apne parivaar ki paristhityan bhi zaroor milengi!©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan Belletristik Schauspiel & Theater Zeitgenössische Literatur
  • नीला पत्थर : आखिर क्या था काकी का फैसला
    Sep 15 2022
    Kaki sundar thi lekin janam se goongi-beheri thi. Vah ghar ke kaam mein maahir thi. Deenu ke fauji bete Ramesh ka dil Kaki par fida ho gaya. Kaki bhi usse prem karne lagi thi. Dono bhaag kar shaadi karne ki yojna banaane lage. Lekin vah kaamyab nahin ho sake aur Kaki ki shaadi ek bure parivaar mein ho gayi. Vah wahan se bhi bhaag gayi. Kya use koi aisa insaan milega jo use samjhe aur dil se apna le?
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    13 Min.
  • निशान
    Sep 15 2022
    Masoomi ke do bhai the aur uske mata-pita uski shaadi jald karwaana chaahte the. Ab vah 28 saal ki ho chuki thi. Lekin jab bhi shaadi ki baat hoti toh use daura pad jaata aur vah ajeeb vyavahar karne lagti. Baad mein vah shaadi se inkaar kar deti aur kehti ki abhi vah taiyyar nahin hai. Asal mein uske bachpan ki yaadein abhi bhi use bohot parehsaan karti thi. Usne ghar mein jo dekha tha uske baad vah nahin chaahti thi ki shaadi ke baad uska pati bhi uske saath vaisa vyavahar kare.
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    32 Min.
  • और्डर- नेहा ने अपनी खुशी को क्यों कुर्बान कर दी?
    Sep 15 2022
    Neha aur Sameer pati-patni the. Ek din Neha ne Sameer se naya phone lene ko kaha. Agle din vah kaam se chhutti le kar ma ke ghar pohonchi. Wahan use paas ke ghar mein rehne waale uncle dikhe toh vah unse milne gayi. Asal mein unka phone kharaab ho gaya tha aur wahi ek zariya tha jisse vah apne bachchon se baat karte the kyunki unke bachche doosre sheheron mein the. Neha ne unke liye kya tohfa liya tha?
    Mehr anzeigen Weniger anzeigen
    6 Min.
Noch keine Rezensionen vorhanden